After 10th Best Course With Best And High Selary in 2025

Hello world welcome to my blog

After 10th Best Course With Best And High Selary in 2025

Introduction Of High Salary Couses: 

Humne After 10th Best Course With Best And High Selary in 2025 Toh uske bare me humne nichhe diye gaye details ko read kare.

10Th ke bad hamari jindgi ek naya mod le leti hai. Usme hum apna bhavisy me kaha kya kare woh decide karna mushkil ho jata. But hum aapko puri jankari denge jisase aap aasani se apni 10th ke baad ek aachha Course kare jo high salary hai.

Toh ab aapko Top 10 Highest salary dene vale Course ke bareme baat karte.

12Th paas ke liye Course with Highest salary - click here 


List Of Course After 10th 
After 10th Best Course With Best And High Selary in 2025

#1. Diploma in Hotel Management :- 


Diploma in Hotel Management

Diploma in Hotel Management ek aisa Course hai jism aapko kuch saal ka chhota Course hota hai jisme aapko hotel ke alag alga  jage bare me bataya ya sikhaya jata hai.
Jaise ki -
 1. Customer services
 2. Food and Beverage serviae
 3. Housekeeping
 4. Kitchen [ cooking and culinary Arts ]
 5. Front office “ Reception "
Aur esme aapko eligibil hone ke liye 10th pase or , 12th pass hona chahiye. Aur aapki Avrege yani ki starting ki salary ₹10,000 to ₹20,000 hoti hai. Jaise aapka expiriance badhta jayega vaise vaise aapki salary 50k+ ho sakti hai. Toh ye Course ek anokha aur intresting hai toh aap ye Course kar sakte hai.

#2. Diploma in Financial Acounting :-


Diploma in Financial Acounting

Ye ek easy and small Course hota hai jisme aapko niche diye gaye topic ke baare me sikhaya jata hai

1. GST (Goods & service  Tax)
2. Income Tax Filling
3. Bank Reconciliation
4. Ms Excel and Accounting Software
5. Tally ERP
6. Accounting Basics
Aur Aapko Eligibility ke liye 10th ya 12th pass aur ye course ki duration 6 months to 1year and es job me Starting salary ₹10,000 to ₹18,000 Hoti hai. Aur Aapko Experience ke saath ₹30,000+ hone ke chans hai.

Career opportunities after Course :-

1. Junior Accountant 
2. Freelance Accountant / Tax Filing Expert
3. Data Entry  Operator
4. Tally Operator

#3. Diploma in Interior Design :-


Diploma in Interior Design

Interior Design ka Diploma ye ek 1 se 2 saal ka course hain. Jisme aapko sikhaya jata hai jaise ki
1. Colors lighting, furniture, space planning ka best use kaise ho sakta.
2. 2D aur 3D interior design software ka kaise karein ( sketchup, etc ).
3. Material, textures aur budget planning kaise manage karein.
4. Ghar, office,  showroom, restaurant , etc , ka design banaya kaise jaye

Most important point es me Eligibility ke liye 10th ya 12th pass hona jaruri hai. Es course ke liye Arts, Commerce,  Science koi bhi students apply kar sakte hain. Ye course ki duration 1 year ki hoti hai.

* kon se skills sikhaye jate hain?

Autocad , stctchup, photoshop, client handiling aur presentation skills , ETC.

* Diploma course karne baad Aapko ye opportunities  hain.

1. CAD Drafter, 2. Furnitur Design T, 3. Freelance Interior Consultant, .
 

*starting salary :- 

₹12,000 - ₹25,000/month Experience hota jayega to - 40k+ - 50k+ ho sakti hai.



#4. Diploma in Engineering :- 


Diploma in Engineering

Diploma in Engineering , ye 3 year ka course hain. Ye ek practical and knowledge wala Course hain jaise ki :
1. Civil Engineering,  2. Computer seience, 3. Automobile Engineering, 4. IT ( Information Technology ).
Is Course  me Eligibile hone ke liye 10th pass hona chahiye. Ye course ka duration 3 year hai full time divided into 6 semesters.

* Is Course me ye sikhaya jata hai 

1. Engineering Drawing .
2. Computer  Basics.
3. Workshop practice.

Starting salary :- 

₹10,000 - ₹20,000 per month ,  Aapka Experience  ke baad 30k+ hone ke chans hain.

#5. Diploma in Fashion Designing :-


Diploma in Fashion Designing

Diploma in Fashion Designing ye Course easy hai. Ye 1 se 2 year ka course hota hai. Ye course me students ko sikhaya jata hai is me new new fashion trends create karna hota hai, Alag alag cloths ka design kaise bante hain, Aur Fashion industry me kaam kaise hota hai. Is me Aapko kya shikh skate  hai niche diye hai.
1. Fabric knowledge and selection 
2. Textile design
3. Computer -aided Fashion - designing (CAD)
4. Market trends and portfolio making
Is me Eligibile hone ke liye 10th ya 12th paas hona chahiye. Aur is Course ka Duration  1year full time

* New Career Opportunities After Diploma 

1. Costumer designer (Tv , film)
2. Fashion Blogger , stylist
3. Textile designer

Starting salary :- 

₹12,000 -₹25,000 pre month aur is me kamai kam jyada hoti raheti hai.

Read More : How To Become Ca After 12th

#6. Diploma in Computer Applications (DCA) :-


Diploma in Computer Applications (DCA)

DCA ek short Computer Course hai. Jisme students ko saari ki saari skills sikha ya jata hai.
Isme Eligibility ke liye 10th ya 12th pass hona chahiye . And is Course ka duration 6 months to 1 year  tak ka hai.

*mots important subject's

1. Computer fundamentals 
2. MS office ( word, Excel, power point )
3. Tally ( optional )
4. Basic programming ( c/c+ )
5. Multimedia and internet Applications

* New Career Opportunity  After DCA

1. Data entry Operator,  2. Office Assistant, 3. Clerk [ Computer  knowlwdge Required ], 4. Computer Operator, 5. Customer support Executive, .

•starting Salary - 

₹8,000 - ₹15,000 per month aur Experience ke baad ₹20k , ye Course part time me Freelance me hai.



#7.Certificate in Web Development :-


7.Certificate in Web Developmen

Ye course ek intresting Course hai is Course me Aapko niche se lekar uper tak ek nai jankari milti hai. Ye course jisko bhi websites banane ka shauk ya fir jise bhi seekhna chahte hai ye un ke liye hai. Is Course me aapko coding aur Designing ke baare me full to full Information milegi. Is me app online kaam kar sakte hai.
Esme Eligibility ke liye 10th ya 12th pass hona chahiye. Ye koi bhi students kar sakta hai. Is Course ki duration 3 to 6 months hai. Ye ek aisa Course hai jisme app online ya offline kaam kar sakte hai.

* Best and most important Topics :

1. HTML, CSS :- Website ka structure aur design
2. Git and github :- project management tools
3. Java script: - website koi interactive banana
4. Wordpress :- website banana bina coding ke.

* Ye course ke baad Career Opportunities :

- Freelance website designer
- web developer ( frontend or backend )
- wordpress developer 

Starting salary - 

₹10,000 - ₹25,000 per month.


Conclusions :

 Now I Am Tell About This After 10th Best Course With Best And High Selary in 2025 Humare ye article ko padhke aapko apna Course pata chal gaya hoga. To hum aapko ek suggestion dete hain ki Upar diye gaye sare Course mein se 6 Number ka course best hain. Kyunki usmein Opportunities jyada hain. Aajake digital jamane mein ye Course aapko 101% Faydemand rahega. Aapki kya kahte hain comment kare.

CTA :

Agar aapko in mein koibhi ya kuchha bhi samaj nahi aarahain to humeh comment bataye. Aur agar aapko ye post achhi lagi to aapka ek pyara sa comment kare aur Social media mein share kare. Aapka bahot bahot shukriya ki aapko humara post/article Achha laga. Thank you.

No comments

Powered by Blogger.